Blog Par Stylish Menu Bar Kaise Lgayen - Hindi Me 2016


Blog or website ka design hmare liye kitna important hai ye to aapko pata hi hai or Blog ka menu bar jo ki hmare liye,hmare visiters ke liye or hmare blog ki design ke liye bhi bohot important hai kyonki menu bar hi hota hai jo ki blog ya website ko open karte hi sabse pahle dikhta hai or agar menu bar ki design hi acchi nahi h to readers ko padhne me bhi interest nahi aata hai es post me aaj hm ye janenge ki menu bar kya hota hai  or menu bar ko kaise hm apni website par laga sakte hai

Menu Bar Kya Hota hai

Chliye example se samjhte hai ki menu bar kya hota hai, Jab hm kisi hotal ya Restorent me jate hai to wahan hame menu card milta h usme se hame jo bhi lena hai hm usse order karke mangva sakte h ussi trah hmari website ka menu bar hota hai jab koi visiter hmari website par aata hai to wo hmare menu ko bhi cheak karta h aksar bloggers menu me hi post ko alag alag catagories me karke add kar dete hai jaise ki mene kiya hai mene apni website par sabhi posts ko alag alag karke menu me set kar diya h

Jaise ki hacking, internet, blogger aise bahut sari catagories me badal diya hai jab aap hacking par click karte h to mene apni website par hacking se related jitni bhi posts ki h wo samne aa jati h aapko jo bhi read karni hoti hai aap aasani se select kar sakte hai   

Menu bar kaisa hona chahiye

1.Menu bar ke design ke liye main aapse kahunga ki aap apne menu bar ka background ka color black rakhen or font ka color White

Kyonki black color me white font acche se dikhte bhi hai or design me bhi acche lagte hai or hm unhe aasani se select bhi kar sakte hai or black color alag se bhi show hoga isliye aapka menu bar bhi alag se dikhaai dega

2.Acche design ke liye apne blog par 2 menu bar lgayen or bich me header jaisa ki meri website me hai aisa lgane par blog mobile me bhi accha dikhai deta hai or computer me bhi or 2 menu bar ke bich me header ya header img bahut hi acchi show hoti hai

3.Agar blog me 2 menu bar lgayen hai to upar ke menu me 3 option add Karen jaise ki Home, About, Contect, or header ke niche wale menu me jitney chahe add kar sakte hai or es header ke niche wale menu ko Drop down rakhen ye mene aapko blog ke design ke liye btaya hai kyonki ye mobile or computer dono me accha lagta hai or aajkal jyadatar visiters mobile hi use karte hai or main apni website ko mobile template ke liye hi jyada accha design karta hu kyonki mere sabse jyada view mobile se hi aate hai
4.first menu ko header ke upar lgayen or second menu bar ko header ke niche ki traf

Ye jo mene points btaye hai ye 100% SEO bhi hai or Design ke liye Bhi bahut hi acche or parfect hai isliye main aapko suggest karunga ki aap enhe hi follow Karen

Blog ya Website me Menu bar kaise lgaye

Blogger Dashboard me jaye Template section me jakr Edit Html par click Karen ab CTRL + F press karen aapke samne search box aayega usme  ]]></b:skin>  Es Code ko Search Karen

Agar ye code Search karne par nahi dikhta hai to aap sirf b:skin likhkar Code ko search Karen to ye code Dusri bar me aa jayega 

.icon-bar {
    width: 100%;
    text-align: center;
    background-color: #2C3E50;
    overflow: auto;
}

.icon-bar a {
    width: 20%;
    padding: 11px 0;
    float: left;
    transition: all 0.3s ease;
    color: white;
    font-size: 23px;
}

.icon-bar a:hover {
    background-color: #2874A6;
}

.active {
    background-color: #2874A6 !important;
}

Uske baad es code ko ]]></b:skin> ke upar paste kar den jaisa ki photo me kiya gaya hai

<div class='icon-bar'>
  <a class='active' href='#'>Home</a>
  <a href='#'>Amit Saini</a>
  </div>

Uske baad <body> likhkar search karen or body ke niche es code ko paste kar den or last me Save button par click Kar den

or ab apne blog ko open Karen  header ke upar aapko menu  bar dikhaai dega aap code ko edit karke apne hisab se design bhi kar sakte hai

Jab hm koi bhi template apne blog par upload karte hai to sabhi template me 2 menu nahi hote hai isliye aap eski help se apne blog par 2 menu laga sakte hai

Thanks for Read my Article…..