APne Andriod mobile me free net kaise chlaye

Sorry friends etne din busy hone ke karan me post nai kar saka lekin ab itne din baad me aapke liye 1 aisi trick laya hu ki syayad usse use me leke aap meri website ke fan hi ho jaye to chliye jaante h

Aajkal sab logo ke pass android mobile to hota hi h or mobile me hame main balance,internet ke recharge to karana hi hota h lekin ab aapko net recharge karwane ki koi jarurat nai h kyonki es baar me aapko 1 aisi trick dunga jisse aap unlimited internet wo bhi airtel 3G  ki speed me chla sakte h wo bhi free..


To chliye sikhte h kaise


Note- aapke pass airtel ki sim to hogi hi usme aapke bal. 0.00 hona chahiye main bal. Or internet ka bhi..

1.Apne mobile me sabse pahle Play Store se Droid Vpn ka software download kar le..
Ab usko open karen or jaisa ki photo me dikhaya gaya h I trust this application par click karke ok kar den ..




2.ab jaisa ki pic me dikhaya gaya h "rajister a new account " par click karke aapko rajister karna h eske liye aapke pass pahle internet hona jaruri h or click karne baad aap droid ki site par chle jayenge or waha aapko  apni gmail id se rajister  karna h aapke gmail id par droid ka gmail aayega jisme aapke username or password honge unhe aapko isme daalna h or save my login details par click karna





 3.Ab right side me upar ki or 2 option h usme se aapko 3 line wale par click karna h or connection protocol ko open karke usme TCP Select karna h  to baki ke option bhi aa jayenge ..

4.unme aapko HTTP headers par click karna h or Enable par click karna h or Ye code waha paste karna h

Host: one.airtel.in
X-Online-Host: one.airtel.in

Or ok par click karna h


Ab aap apne home page par aakar apne mobile data on karke connect kar sakte h jab connect ho jayega to connected naam aa jayega or upar ki or key ka chin aa jayega or ab aap free internet use me le sakte h

So enjoy


Droid vpn ko use me lete time dhiyan rakhe....


1.Jyada kanjus na bane or droid vpn ke net ko sirf facebook ,whats app ,or opera mini ya uc me searching ke liye hi use me le...

2.Agar kuch jyada hi emergency ho to 1 se 10 mb tak download kar sakte h ya 50 mb .... kabhi kabhi

3.jab jarurat ho tabhi connect rakhe bina mtlb nai ...

4.agar aapko esse 3G ki speed me chlana h to aap mobile me 3G service on kar le

5.jab kabhi kabhi connect nai ho to thoda wait kar le agar setting ko change kiya to net nai chlega

Agar koi problam ho to comment jarur karen .....


1 comments:

koi tirick VPN KI vodafoan KI bhi batao

Balas