Whats App Share Button Kaise Lgayen Blog or Post Par - Traffic bdhayen 2016


Sharing hmare liye ya ek New or Parfect blogger ke liye kitni important hai ye to aapko pata hi hai Blog ya Website to koi bhi bna leta hai lekin us par visiters lana bahut hard work hota hai or essi me important hai sharing kyonki jab tk aap Apni website ya Blog ko share nahi karoge tab tak usse koi jaan nahi payega Sharing ke liye sabse best trika hai Social media jiska upyog duniya ke 70% log karte hai or en 70% me se agar 1% log bhi hmari website par par day log on Karen to bhi hm acche paise kama sakte hai

Aajkal facebook jitna popular nahi hai usse kai jyada popular h Whats app or jyadatar log aajkal Whats app hi use kar rahe hai jitne log par day Din me facebook chlate hai usse kai jyada log night me whats app ka use karte hai or article whats app sharing pr hi hai aaj es article me hm ye janenge ki kaise hm Apne Blog ya 
Website par Whats app share button lgakr apni traffic increase kar sakte hai

Whats App share button blog ya website par lgakr traffic kaise  increase Karen


Aap soch rahe honge ki whats app se hm kaise traffic increase kar sakte hai lekin me aapko bta Dun ki whats app sabse Best or popular trika hai apne blog ki traffic increase karne ka jab hm kisi blog par jate hai to hame bahut sare article posts padhne ko milti hai agar hame wo psand aate  hai to hm unhe jarur share karte hai or eska benefit blog admin ko hi hota hai or syayad ye bhi aapko pta nahi ki facebook par par day 10 lakh se jyada post share ki jati hai to aap soch sakte hai ki whats aap se aap kitna kuch kar sakte hai


Whats App Share Button Blog par Kaise  lgayen


Esme bhi aapke pass 2 option h lgane ke
1.Article / Post ke Niche
2.Blog  par

Pahla  trika agar aap whats app share button ko apne Blog par lgate hai or agar koi uspar click karta hai to wo sirf aapka url hi share kar sakta hai mtlb aapki website ka naam

Dusra trika agar aap whats app share button ko Sabhi post ke niche lgate hai or agar koi us par click karta hai to wo aapki post ko share kar sakta hai
Esme mene coding es trah ki hai ki aapko esko edit karne ki koi jarurat nahi hai na koi post title set karna na hi koi Website ka url Paste karna   

Let Start
Sabse pahle aap template ko Karen or </body> likhkar search Karen or Body ke upar ye Code paste kar den.

Download Code File




Or template ko Save ko Save kar den

1.Blog par kaise lgayen
Layout me jayen Add A gadget par click Karen or HTML / Javascript select Karen or ab ye code paste kar den.ye Code SIrf mobile me hi show hoga …. Isliye jyada Confuse hone ki jaruray nahi hai   


<a class='wa_btn wa_btn_s' expr:data-href='data:post.url' expr:data-text='data:post.title' href='whatsapp://send' style='display: none;'>Sharing Is Sexy</a>

2.Post par kaise lgaye
Friends sab ke pass template alag alag design ke hote hai or sab ki coding bhi alag hoti hai isliye aap apne template me Share Button ke pass laga sakte hai ya post ke footer me lga sakte ho aap agar post ke footer me lgate hai aapko sirf ye hi code paste karna hai

<a class='wa_btn wa_btn_s' expr:data-href='data:post.url' expr:data-text='data:post.title' href='whatsapp://send' style='display: none;'>Sharing Is Sexy</a>