Other Website par Comment karke Apni traffic kaise Increase karen [uniQ Post]


Hi friends todays my Article  is very important for you
Mera ye article comments or traffic se related h ki hm kisi bhi other  website par commenting ke jariye apni website par traffic kaise la sakte h pahle meri website par traffic bahut hi kam tha or jo bhi abhi mera traffic increase huwa h wo sirf post sharing or other website par commenting ke jariye huwa h or main bhi aapko yahi suggest karunga ki aap daily apni website par new – new article post karo or unhe social media par jyada se jyada  share karo and I sure ki aapki traffic 100% increase hogi mtlb badhegi

Comment un websits par Karen jo ki top best popular or effective ho  or jinki traffic sabse jyada ho or main aapko suggest karunga  ki aap ShoutMyLoud par Karen kyonki uski traffic bahut hi jyada high h or aapko 
usse backlink bhi mil sakti h

Other Website par commenting karne se kya fayda hota h
Sirf comments karne se kuch nahi hoga aapki site par kuch aisa bhi hona chahiye jo ki logon ke liye important ho ya unke kaam ki chij ho isliye aapke blog ya aapki  website par 200 article to publish hone hi chahiye

Profit
Sabse bada profit yahi h other website par comments karne ka ki aapko backlinks milegi agar aapko parday 10 se 15 backlink milti h to bhi aapko 1 month me bohot fayda hoga

Ex.  Par day 10 backlink mtlb 10*30 = 300 backlink yani ki aapko par month  300 visiters milenge or ek new bloggers ke liye 300 visiter bahut badi baat h ye jaruri nahi ki sare visiter aapki site pr hi rahe kisi ko psand aaye ya kisi ko nahi lekin 300 me se agar aapki site pr 150 visiters bhi rahte h to or en 150 se aapko par day 1500 pageview or par month 45000 or etne pageview se aapki par month ki income 100 se 150$ = 10,000 se 20,000 ho sakti h  or ye bhi new bloggers ke liye bahut jyada or bahut acchi baat h

Last Word
Simple si baat yahi h ki aapko other website par comments karne par backlinks milti h jab bhi aap kisi bhi website par comment Karen usme apni website ki link  jarur add Karen kyonki agar link nahi hogi to backlinks kaise milegi

  


Related Posts

1 comments:

Makasih buat infonya, semoga jadi amal kebaikan buat Anda.

Balas
:)
:(
hihi
:-)
:D
=D
:-d
;(
;-(
@-)
:P
:o
-_-
(o)
[-(
:-?
(p)
:-s
(m)
8-)
:-t
:-b
b-(
:-#
=p~
$-)
(y)
(f)
x-)
(k)
(h)
(c)
cheer
(li)
(pl)