Hi friends es article me hm WHOIS ke bare me baat karenge ki
WHOISDOMAINTOOLS.com kya h or hmare kya kaam aa sakta h
Website link -> http://whoisdomaintools.com/
Es link par click karke aap es website par ja sakte h
Ye website 1980 ko pahli baar launch hui thi Ye ek aisi
website h jis par hm kisi bhi website ke bare me jaan sakte h jaise ki
-Website ka owner kon h,
-Domain kab rajister kiya gaya
-Domain ki validity kya h
-Domain owner ka contect information….etc
Parday lakho domain rajisters hote h en sab ki jaankari
Whois ke pass rahti h …
Whoisdomaintools se kisi bhi website ki details kaise pta
Karen
Sabse pahle aap whoisdomaintools ki website par jaye or uske
homepage par search ka option aayega agar aapko website ka naam pta h to wo bhi
daal sakte h ya phir uska ip address bhi
Or search par click
karte hi aapke samne domain ki information aa jayegi
Aisi bahut si websites jo ki hame domain ki information de
sakti h lekin mujhe ye website acchi lagi other website jaise ki
website.informar or bhi bahut sari h agar aap en sab ke bare me google pr search karenge to
bahut si aisi websites aapko mil jayegi
Website ka kya work h
Jab bhi koi new domain rajister hota h to ye websites unse
contect karke unki information le leti h or jaise ki godady, 1and1 etc.
1 comments:
nice post bro acchi jankari diya hai vry nice
Emoticon