Guest Post Kya H or Guest Post Karne Ke 10 Best Topics 2016


Hi friends aaj hm es article me Guest Post ke bare me Baat karenge, Guest Post hmare blog/website ke liye kitni jauri h  or Guest Post karne ke topic kon konse hai hm kisi bhi website par kin kin topics par Guest kar sakte h

Guest Post Kya H …..

Kisi bhi Website ya Blog par kisi bhi Topic par Article publish karna guest Post hota h

Guest Post Karne ke Most or Popular Reasons

1.Backlinks lene ke liye
2.Paise kmane ke liye

Ye 2 hi popular reasons h kisi bhi website par Guest post karne ke

1.Backlinks
Jab hm kisi bhi website par comment karte hai ya koi Guest Post karte hai to us website se jo bhi hmari website par aata hai usse backlink kahte hai agar aapka koi blog h or aap kisi other blog par comment karte hai ya Guest post karte hai to aap usme apni website ka naam bhi dete hai or yahi sabse bada reason hai traffic increase karne  ka bhi agar aapko apni website par traffic bdhana h to aapko bhi other website par comment or guest post karna suru kar dena chahiye   
2.Paise kmane ke liye
Ye jaruri nahi ki meri apni website h to me kisi or website par guest post na karu lekin me other website par comment bhi karta hu or post likhkr ya new articles likhkar bhi paise kmata hu  ye sabse accha trika h paise kmane ka agar aapko bhi easy trike se paise kmane h to aap bhi kisi website par post sell kar sakte hai or paise kma sakte hai

Guest Post Karne ke Sabse Best or Popular Topics
1.RkBbusiness
2.Blogging
3.Marketing
4.Skills
5.You Tube
6.Traffic
7.SEO
8.Mobile
9.Business Management
10.Hacking

Explain

1.RkBbusiness :- Meri Website par aapko sabhi trah ke article milenge isliye sabse pahle to aapko yahi suggest karunga ki aap meri website ke bare me Article likhkar apni website par ya kisi bhi other website par publish kar sakte hai esse aapko kya fayda hoga ye aapko post publish karne ke baad hi pta chlega….

2.Blogging :-Aajkal internet par blogging se related bahut sare keyword search hote h isliye aap blogging par bhi article likh kar Guest Post kar sakte hai esse bhi aapki traffic increase hogi

3.Marketing :-Ye sabse best topic h Guest Post karne ke liye kyonki aajkal sare kaam online hone lage hai isliye aap marketing ke bare me bhi article likh sakte hai

4.Skills :-Agar koi bhi new blogger blogging start karta h to sabse important hoti h advice ki usse blogging se realted kya karna h yak is topic par website bnani h etc… Agar aap esse related koi bhi Guest post karte h to I sure ki us par bahut traffic  aayegi

5.You tube :- Jo ki duniya ki sabse famous website h or jiski par day ki traffic million me aati hai es par bhi sabse jyada keyword search hote hai ye bhi accha topic h guest  post karne ka

6.Traffic :-Jab koi new blogger apni website create karta h to  usse traffic ki jarurat hoti hai isliye wo esse related keyword search karta hai or eski bhi bahut demand hai internet par es par jaldi hi aapko Guest post likhni chahiye

7.SEO :- SEO sabse best trika h guest post ke liye kyonki SEO ke bina website kuch bhi nahi

8.Mobile :- Aap Mobile se related bhi Guest post kar sakte hai ye bhi accha topic h

9.Business Management:- Sabse uniQ topic Guest post ke liye jiski sabse jyada Demand h lekin aajkal koi Guest post nahi karta h Business management ke bare me isliye es topic par bhi aap guest post kar sakte hai

10.Hacking :-Wow ye to sabse best topic hai kyonki essi ke karn aaj meri traffic etni jyada hai mene apni website par facebook Hacking se related post lgai h or sabse jyada traffic ussi par h isliye me bhi aapko suggest karunga ki aap hacking se related guest post Karen

Sabse Best topic Guest Post karne ke liye ……