Friends aapne apne blog ko perfect website to bana hi liya
hoga google adsense ko approve karne ke liye jiske liye mene aapko pichli post
me btaya h ki blog par adsense approve karne ke pahle kya kya karna hoga jo ki
other site ki post se easy h.agar aapne wo sab work pure kar liye ya aapne apne
blog ko 1 perfect website bana liya h to ab aap us google adsense approve kar
sakte h. agar aap google adsense ko direct apne blog se ya you tube se apply
karoge to uske liye aapko hard work karna hoga hoga jaise ki aapke blog par ye
sab hona jaruri h
Adsense ko direct blog ya you tube se apply karne par
1.blog par 50 se 70 article hona jaruri h or sabhi article
me 400 word hona jaruri h
2.blog par 300 se jyada pageview hona jaruri h par day
En sab ke liye aapko 6 month to lag hi jayenge esse accha
aap meri trick ko use me leke apne
blog par 24 hour me adsense ke ads laga
sakte h
To chliye sikhte h ki adsense ko direct adsense ki site se
kaise apply karte h blog ke liye
Step 1.Goole adsense ki website par jaye.
Jaisa ki pic me dikhaya h
Ab aapko sign now par click karna h
Ab google adsense aapko welcome karega usme upar 3 option h
pahle wale me aapko sign in karna h agar aapki gmail id pc me pahle se lagi h
to aapko sirf sign in par click karna h agar gmail nai h to phle gmail create
kar le
Step 2.Sign in karne ke baad aapko yaha apni website ka
address daalna h jisme ki domain rajister kiya hona chahiye kyonki free hosting
me apply nai kar sakte
1.apni website ka address dale
2.language select Karen.
3.continue par click kar den.
Ab aapke samne 1 form open hoga jisme aapko apni detail
daalni h
1.Jo aapki country h wo select Karen.
2.apni country ka time zone select Karen.
3.agar aap business ke liye bna rahe h to business select
Karen nai to individual hi rehne den.
4.esme wo naam select karna h jo aapka bank me naam h jis
naam se bank me account h
5.apna address time Karen or sahi kyonki google address ko
verify karta h
6.jaha aap rahte h proper us ka naam likhe
7.apna mobile no. type Karen.
8.esme aapko blog ko select karna h blog or sath me jobhi
naam h
9.esme aapko sab par yes tik karna h
10.Last me submit my application par click kar den.
Application submit karne ke baad aapko adsense ki website
par jakar apne gmail se log in karna h or ads create karke apne blog par lagane
h jiske liye bhi mene aapko post se btaya h
Emoticon