Hi Guys Bohot Din ho gaye mene you tube se related koi post
publish nahi ki esliye ye post you tube video par h ki hm you tube ki videos
par jyada views kaise la sakte h ya you tube videos par traffic kaise increase
kar sakte h Mai apne visiters ko sirf blog bnakr paise kmane ke liye hi suggest
karta hu kyonki mujhe lagta h ki jitna paisa hm you tube par videos upload
karke kama sakte h usse kai guna jyada paisa hm blog ya website bnakr kama
sakte h or abhi to mera koi you tube chhanal nahi h meri earning sirf meri
website se hi hoti h aap sab ne you tube par videos to upload ki hogi lekin
syayad us par view nahi aa rahe h isliye
mai aapko kuch aise tips bta raha hu jinse aapki video 100% search me bhi
aayegi or us par traffic bhi aayegi mai ye nahi kahta ki aap you tube chhanal
na bnaye aap bnaye lekin tab bnaye jab aapke pass already traffic ka stock ho
taki aap jaise hi social media par ya apni website par videos ka link den to us
par 1000 view to aaye hi kyonki par day etne hi nahi h to eska koi mtlb nahi or
1000 view h par day to hm maan sakte h ki hmari par month 5000 earning ho sakti
h
You Tube videos par Jyada View Kaise Laye uniQ Tips
uniQ Tip
Sabse pahle to aap you tube ki site ko open Karen or usme
kuch bhi search Karen maan lijiye ki aapne usme search kiya ki website ka logo
kaise bnaye or usse related aapko 500 videos mili to aapko us par video upload
nahi kana h ya usse related video bhi upload nahi karna h dusri baar aapne
search kiya h html kya h ab aapke samne sirf 100 hi videos aaye to aap us par
video bnakr upload kar sakte h maan lo aapne dekha ki sari videos English me hi
h to aap hindi me video bnakr upload karo kyonki hindi to sabko aati h or you
tube par jyadatar videos English me hi h to agar aap hindi me karoge to aapko
bahut traffic milegi and I sure ki aap esse bahut sare paise earn kar sakte ho
bs sirf logon ki demand ko dhiyan me rakho ki unhe kya chahiye uske bare me jaane or us par hi kuch
different Karen
1.Title ko SEO likhen
Bahut sare bolte h ki title ko aisa Karen vaisa Karen ye wo
sab bakwaas h lekin aapko jo tips bta raha hu agar aap unko follow karte h to
mai 100% bolta hu ki aapki videos 100% search result me aayegi title to aap
jaante hi h jisko padhte hi pta chal
jata h ki video kis bare me h ya video me kya h kya information h sabse pahle to title ko 12 se 15 word tak
likhen jyada bada bhi nahi or chota bhi nahi ab aap usme keyword ka use Karen
jaise ki koi title h “blogging kaise Karen “ to esme main word ya keyword
blogging hi h aisa kuch….
Title me kya, kyu, kaise , en sab ko add Karen jaise ki
“blogger par blog kaise bnate h “kuch es trah jisse ki videos jyada searcjh me
aaye
2.Quwality videos upload Karen
Jaise ki 3gp en sab me nahi video ko mp4 ya hd me bnakr
upload Karen taki dekhne me bhi accha lage
3.Tag jarur add Karen
Jab hm you tube par video upload karte h to usme niche ki or
tagging ka bhi option hota h to aap uske sath tag bhi add Karen aise ki video
blogging par h to tag blogger, blogging,blog news aise kuch 15-20 add kar sakte
h esse bhi video search me aati h
4.Description
Video ke niche description ka option hota h or ye to aap
jarur jarur add Karen kyonki 100% video essi ke karn search me aati h or jab
bhi aap koi videos upload karen to usme 200 word tak ka description to jarur
jarur den
5.Thumbnail Photo
Eska mtlb h ki jab hm koi video upload karte h to video ke
hisab se video ki pic dikhti h lekin thumbnail photo upload karke hm apni eccha
se kisi bhi video pa koi bhi image dikha sakte h
Ye chije sabse jyada jaruri hoti h kyonki jab bhi hm koi
video search karte h to you tube sabhi videos me ye sab match karta h or jiski
video me sabse jyada word match hote h you tube ussi ki video ko pahle dikhata
h
Emoticon