Hi friends ye post aapke liye bahut hi important post h Like
ek chota sa word h lekin eski value ek blogger hi acche se samjh sakta h
bloggers ki life me kuch chije hoti h jo ki unke liye bahut jyada important
hoti h jinme se ek like h es post me hm yahi baat karenge ki ek bloggers ya
kisi blog ke liye fackbook ke likes , twitter ke tweets or You tube ke
subscribes kitne important hote h
Facebook
Facebook ek aisi website h jo ki php se bni hui h or puri
duniya me ye sabse jyada popular website h jiska use puri duniya karti h logon
par depent karta h ki wo esse ks work ke liye use me le fack ,business sharing
etc or Jahan tak ki mujhe lagta h ki ek blogger en sab ka use sharing or
traffic increase karne ke liye hi karta h all world me 65% log facebook ka use
karte h
Facebook Likes kyo important h blogging ke liye
Jab mene blogging start ki thi to meri traffic 0 thi or baad
me bhi 2 se 4 hi rahi lekin jab mene facebook par apna page create kiya or us
par likes liye or apni posts ko share kiya uske baad hi meri traffic kuch
increase hui lekin abhi bhi likes kam hi h
Agar aapke page par 1000 likes h or aap apni post ko page
par share karte h eska mtlb aapki post 1000 logon ke pass chli gayi h ab wo un
par depend karta h ki wo usse open kare ya nahi esliye blog ke liye facebook
likes bahut hi important h aapke jitney jyada likes honge aapki utni jyada
traffic increase hogi isliye apne facebook ke likes par sabse jyada dhiyan de
Twitter
Twitter jo ki mene abhi tk use me nahi liya h lekin eske
tweets aapke liye bahut hi important h or follows bhi lekin ye facebook jitna
popular nahi h aajkal 1 aadmi ki facebook par 2-3 id mil jayegi lekin twitter
par 1 ho wahi bohot h
Twitter me follow ka option hota h jab koi aapko follow
karta h or aap apne timeline me kuch post karte h or jis jis ne aapko follow
kiya h twitter unko automatic notification send kar deta h isliye ye bhi bohot
important h
You tube
You tube jo ki sabse popular online website me se h jis par
ki par day 60000000 se jyada views hote h espar hm apni website ka chhanal
create kr sakte h or eske subscribs sabse jyada important hote h blogging me hm
sirf text se samjha sakte h lekin eski help se hm precticly samjh sakte h or ye
bahut important bhi h
You tube earning ke liye bhi best h or ye google ki service
bhi h isliye hame free available bhi h aap chahe facebook ya twitter par
account na bnaye lekin you tube par jrur account bnaye
Emoticon