Hi friends ye post aapke liye or aapke blog ke liye bahut hi
important or syayad meri sari posts me se ye sabse top, best or popular post ho or meri sabse badi problam
bhi yahi thi ki main apni site par article to bahut post karta tha lekin koi
search result me hi nahi aate tabhi meri traffic low thi lekin ab aisa nahi h kyonki ab meri post
search me aane lagi h
Agar dekha jaye to Google sab ki help karta h,es post me
main aapko kuch aisi google ki trick btane ja raha hu jisse aapki hr 1 post
search me aayegi
Mere pass bahut se aise Questions aate h ki Sir main Apni
site par daily post to karta hu lekin phir bhi posts search me nahi aati isliye
ye unke liye hi h jinko ye problam h
Jab hm APne blog par post publish karte h to google unhe der
se search me deta h ya 24 hour lag jaye ya kbhi kbhi 2 se 3 din bhi lekin ab hm
apne blog ki post ko turant search result me show kar sakte h
Let Start
Sabse pahle Google Search Console me log in Karen
Apni website par jaye (pahle hi apne us gmail se login kar
le jisse aapne blog bna rkha h
Search console ke dashboard me jaye Crawl >> Fatch as Google par jaye
Ab jo page open hoga usme aapko apni post ka link daalna h
Aapki post ka link kuch es trah hoga
Wordpress ka link
blogger ka link
jo bhi ho aapko jis post ko search me lana h usme se apni
site ka naam hata kar baki ka url yahan paste kar de (kyonki site ka naam pahle
se likha hoga )
uske Baad Fatch button par click Karen
Ek popup window open hogi Crawl only this url select Karen
or Go button par click kar de
BooM !!!!
Aapne jis post ka url dala tha usse search karke dekhen
wo turant search me aa jayegi
Emoticon