[Today i am so happy]
Question to es baar bohot aaye, Lekin mene kuch top question select kiye h or unhi ke answer diye h
Question - Blog (website) se jyada earning hoti h ya You tube chhanal se ?
Asked by Dinesh sharma
Asked by Dinesh sharma
Ans. Hi Dinesh bahut hi accha question pucha h aapne
Hii viewers mene apni website par you tube se related 3-4 post hi lgai h kyonki mujhe aisa lagta h ki Hm you tube se jyada paise nahi kama sakte h or jaruri nahi ki sabki soch ek jaisi ho agar website or you tube chhanal ko compair kiya jaye earning ke liye to dono se = hi income hoti h or esse koi fark nahi padta ki kisse jyada earning ho fark sirf traffic par padta h ki aapki traffic kitni h ya aapki post ya video ko kitne log dekhte h usk
Lekin mujhe aisa lagta h ki website se jyada earning hoti h or agar india me baat ki jaye to bohot ki kam log hote h jo ki direct video ko dekhte h kuch aisa ho jo ki likhkar na btaya ja sake to uske liye aap video bna sakte ho agar out of india ki baat ki jaye to aap video se acche paise kama sakte ho lekin ye dono chije traffic se hi hoti h kyonki traffic ke bina kuch nahi ho sakta h
Isiliye me aapko suggest karunga ki aap apni website hi bnaye me en dono ko thoda explain kar deta hu taki aapko jyada samjh me aa jaye....
Website (blog)
Website ya blog bnana bohot hi aasan h kyonki aajkal internet par direct templates mil jate h jo ki hm download karke apni website par lga sakte h or uske liye hame html ya css sikhne ki jarurat bhi nahi hoti lekin sikhni Chahiye website par hm aasani se post likhkar 2-3 photos upload karke publish kar sakte h lekin usme pahle mehnat lagti website ko design karna domain add karna ads lgana or sabse jaruri uski traffic badhana esme mehnat to jyada lagti h lekin baad me earning bhi acchi hoti h website ke ads sabhi mobiles me show hote h or clicks bhi milte h or earning bhi double ho jati h
You Tube
You tube par etni mehnat nahi lagti h usme sirf chhnal bnao or video upload kar do lekin videos ko design bhi karna padta h editing or sab etc...
You tube ki videos ke ads sare mobile me show nahi hote h isliye earning bhi etni jyada nahi hoti h or sirf video ke pahle hi show hote h ...
Agar aapki website par traffic acchi h to aap post ke sath videos bhi lga sakte h taki thodi bahut earning usse bhi ho jaye
You tube ki videos ke ads sare mobile me show nahi hote h isliye earning bhi etni jyada nahi hoti h or sirf video ke pahle hi show hote h ...
Agar aapki website par traffic acchi h to aap post ke sath videos bhi lga sakte h taki thodi bahut earning usse bhi ho jaye
Agar aapka koi question ho to aap hame whats app facebook twitter par send kar sakte h ...
Last Word
Koi bhi Kaam kisi ke liye parfect nahi hota usse bnana padta h Mehnat karke
Emoticon