Es Blog par mene blogger or designing se related bahut sari post lgai h lekin syayd abhi bhi kuch visiters aise h jinko ye bhi nahi pta hoga ki web designing hota kya h
Web designing ka mtlb h kisi bhi website ko design karna aajkal normaly sabka web page to hota hi h lekin kuch log ye to sochte h ki web designing karni h lekin sirf sochte hi h or kuch kar nahi pate lekin me un logon me se nahi hu main jo bhi sochta hu wo karke rahta hu phir chahe wo kuch bhi kyo na ho jo bhi perfect web designer hota h wo koi 2-3 din me nahi bnta usme saalo ki mehnat hoti h or mujhe pta h ki mene web designing seekhne me kitni mehnat h
Aajkal market me bahut si aisi companys h jo ki aasani se web designing ke course karwa skti h lekin sirf sekhne se kuch nahi hota jab hm us chij ko sekhkar ya usse kuch karte h tbhi uska fayda hota h sekha to mene bhi bahut kuch h or syayd ye sb sikhne me mene bahut mehnat ki h ....
Web designing ke popular 2 part hote h
Perfact Web Designer banne ke liye ye dono sikhna jaruri H
1.Front end web design
2.Back end web design
1.Front End Web Design
Jis trah jab koi ghar bnata h to pahle wo usko computer ya kisi or me bnakr dekhta h konsa room kaha hona chahiye etc or us ghar ko sirf bnana ya usko color karna ussi trah Front End Web Design ka mtlb kisi bhi web page ko size dena ya usse sunder bnana konsi chij kaha lagti h ye sab design karna hota h
Jab koi visiter hmari site par aata h to usse jo bhi front me dikhta h wo front end web design ka kaam hota h
2.Back End Web Design
Front end ka kaam to website Ko open karte hi dikhta h lekin back end ka kaam sirf owner ko hi dikhta h usse visiter nahi dekh sakta jaise ki koi bhi form create karna username password form rajistration form ki coding etc.
Ye website ke dimag ko bnata h
Ye website ke dimag ko bnata h
En sab ko agar aap Basic sikh loge to bhi aapke liye bahut h kyonki En sab me updates hote hi rahte h
Front End Web Design ke liye kya kya sikhna jaruri h
1.Photoshop
Jaise hm ghar bnwane se pahle architecture se naksha bnwate h ushi trah hm photoshop me structure bnakr dekh sakte h ki konsa widget kaha lgana h header footer etc.kuch devleper eska use sirf blueprint lene ke liye karte h

2.HTML
Html ka mtlb hyper text markup language hota h or ye language code ki trah hoti h eska use karke aap apni website ka structure bna sakte ho
Esko sikhna bhi bahut aasan h or agar aapne esko 1 baar sikh liya to aap designing aasani se kar sakte h chahe aapko php ya js puri na aati ho
(Mene apni pahli website sirf html ke basics sikhkar hi bnai thi )

3.CSS
Eska mtlb Cascading Style Sheet hota h jaise ki html hmari site ke liye structure bnata h ye usko design karne ke kaam aata h
Eska mtlb Cascading Style Sheet hota h jaise ki html hmari site ke liye structure bnata h ye usko design karne ke kaam aata h
4.JS
Mtlb Java Script esme full programming hoti h html or css ki help se hm structure bnakr usko design de sakte h lekin jaise ki kisi image ko roll karna ya phir konse link par click karne par konsi design aani chahiye etc.
Ye sb js ka kaam hota h js se hm Mobile Application bhi bna sakte h
[Agar aapko photoshop, html, or css aati h to aapko kisi bhi iT company me aasani se job mil jayegi ]
Yahan tak front end web design ka kaam pura hota h agar aap etna sikh lete h to aasani se ek static website bna sakte h
Yahan tak front end web design ka kaam pura hota h agar aap etna sikh lete h to aasani se ek static website bna sakte h
Ab baat aati h Back end dsign ki
Back End Devlepment ke liye kya kya sikhna chahiye
Static website bnana ,design karna Or ye sab work html css js se ho jata h lekin website ke liye form or details send karne ke liye enki jarurat padti h
Vaise to back end me koi bhi language ka use kar sakte h lekin ye most h
Vaise to back end me koi bhi language ka use kar sakte h lekin ye most h
PHP
Php ek powerful language h jisse hm apne website ke forms ka data send kar sakte h or ye sikhna bhi bahut hi aasan h hm jo facebook chlate h wo puri php se hi bni hui h
Php ek powerful language h jisse hm apne website ke forms ka data send kar sakte h or ye sikhna bhi bahut hi aasan h hm jo facebook chlate h wo puri php se hi bni hui h
Database (MySQL)
Jab bhi hm koi bhi form bnakr hmari website par lgate h to uska data jahan bhi store hota h wo kaam My SQL ka hota h ye sekhne me bhi aasan h
Jaise ki aapki site par kisine username password lgaya ya phir koi bhi detail ya data to wo aapke database me store ho jati h or aap usse aasani se dekh sakte h

Konsi language kab sikhni h
Sabse pahle aap html ko sikhna start kar de uske baad css or Js
Ye sab sikhne ke baad aap kuch daily enka use lekr kuch na kuch bnate rahe taki enhe bhul na sake Uske baad php or database
Agar aap etna sikh lete h to kisi company ki job ke liye Apply na karen or kuch aisa karen taki aap duniya ko bta sako ki ye website ya ye project mene tayaar kiya h apni mehnat se...kyonki Jab me to Boss aapki income fix karta h lekin private me aap unlinited kma sakte ho
Emoticon