India Me 70% Youngster aise h jinke pass eduction to full h lekin usse dikhane ka chance nahi mil raha h bahut sare log aise h jinke pass digree hone par bhi wo kuch nahi kar sakte kuch log hote h jo ki mehnat karke aage nikal jate h lekin kuch aise hi sochte hi rah jate h or Amir hone ka sapna lete rahte h lekin mehnat koi nahi karta h kuch aise bhi hote h jo ki mehnat to karte h lekin baar baar fail ho jate h or kuch wo jo koi kaam suru to karte h lekin usse pura nahi kar pate h isiliye main un sab ko suggest karunga ki aap internet se judiye or apne ander ke gyan ko apne ander ki khubi ko or logon ki demand ko pahchaniye ki public ko kya chahiye kiski demand jyada h
For example
Aapne apne city ya village me market me bike sell ki shop open ki agar aapke village me pahle se koi shop h bike ki to aapki earning nahi hogi ya kam hogi lekin agar aapke village me sirf aap hi aise h jiske pass bike sell karne ki shop h to aapki earning bahut jyada hogi agar logon ki demand h to ...
Public ko car chahiye or aap unhe bike purchas karne ko kahte h to kya lenge.. nahi na isiliye logon ki demand ko jaano or apne work par jyada dhiyan do aap apne ander ki khubi ko jaano ki aapke ander aisa kya h jisme ki aap expart ho aap ussi feild me work karen agar aap internet ya online work karne me interested h to aap kabhi bhi kisi shop par work nahi kar sakte ya kisi bhi or work ya business me paisa nahi kama sakte ho isliye apne ander khubi or logon ki demand ko jaano paisa Aapke piche jhak marke aayega ye main aapko geranty ke sath kahta hu
Public ko car chahiye or aap unhe bike purchas karne ko kahte h to kya lenge.. nahi na isiliye logon ki demand ko jaano or apne work par jyada dhiyan do aap apne ander ki khubi ko jaano ki aapke ander aisa kya h jisme ki aap expart ho aap ussi feild me work karen agar aap internet ya online work karne me interested h to aap kabhi bhi kisi shop par work nahi kar sakte ya kisi bhi or work ya business me paisa nahi kama sakte ho isliye apne ander khubi or logon ki demand ko jaano paisa Aapke piche jhak marke aayega ye main aapko geranty ke sath kahta hu
Pahle aap ofline kaam karna suru karo or jab us par aapko traffic milne lage ya customer aane lage to aap ussi kaam ko online suru kar do internet par or uske baad aapki income double ho jayegi
Aaj facebook kya h sirf 1 chatting karne ki website ya jis par aap apne updates lga sako ya image videos documents etc share kar sako lekin kya aapko pta h ki aap facebook ko par month 1000 se 1500 rupee de rahe ho lekin aap sochte h ki kaise jab aap facebook chlate ho to uske ander kuch ads aate h lekin wo aise ads hote h jinko dekhkar bhi aapko pta nahi chlta ki wo ads h or pta hi nahi chlta ki kab aap us par click kar dete ho.
Maan lo aapne apni koi website bnai jis par aapne kuch bhi copy karke daal diya lekin uska kya fayda hoga muskil se aapko 2-5000 ki earning ho jayegi or kuch nahi lekin jab aap usme apna kuch daaloge ya phir kuch aisa jo ki aaj tk kisi ne nahi dala to aap usse acche paise kma sakoge
Jab aapko koi problam hoti h ya aapko kuch sikhna hota h to aap usse chij ko google par search karte h or jo result aata h wo aap me se hi kisi ka upload kiya hota h tabhi wo show hota h or me aapko yahi kahunga ki kuch aisa lgaye internet par ki search koi or karen or result me sirf Aapki lgai hui chij search ho or kabhi bhi kisi ki copy na karen or hmesha kuch Diffrent karne ki sochen jo ki logon ko psand aaye
Agar aapko internet ya online karna accha lagta h to wahi karen ..kisi bhi shop par apna time na khrab karen
Last word
Mere kahne ka mtlb yahi h ki apne ander ki khubi ko pahchno ki aap konse work me expart ho or sath hi logon ki demand ko jaano ki unhe kiski jarurat h or us par apna business start karo paisa apne aap aayega
Emoticon