Hi friends
Aapne blog to bna hi liya hoga agar nahi to pahle 1 blog bna le
Blogger par blog kaise bnate h
Blog create karne ke baad aapko usme post karna h.
Jis topic par aap post karna chahte h us topic ke bare me pahle aapko puri jaankari honi chahiye
Blogger par post karne ke tips
Blogger ki site par jakar sign in karne ke baad dashboard me jao
Deshboard me new post likhne ke 2 option aayenge
2.NEW POST par click karke
Kisi bhi option par click karne ke baad aapke samne post editor ka page open hoga
Jaiss ki photo me h
1.apni post ki heading daale post title me jiske baree me post h usme aapko wo line likhni h jo post ko 2 line me samjha de
Jaiss ki photo me h
1.apni post ki heading daale post title me jiske baree me post h usme aapko wo line likhni h jo post ko 2 line me samjha de
Aapki post ki jo headline h wo newspaper ki heading ke jaise honi chahiye or badi bhi taki aapki site or post dono search me aa sake
2.post me kya kya hona chahiye -isme aapko wo likhna h jo ki aap visiter ko samjhana chahte h ya apna tallent share karna chahte h
3.small peragraph me post likhe -post ko chote chote peragraph me likhe taki search me bhi aaye or visiter ko bhi problam na ho
4.1 img jarur honi chahiye Agar aap chaho to or bhi img add kar sakte h jitni bhi step lagaye sath me 1 img bhi Lagate rahe taki aapki site par aane wale visiter ko koi problam na ho post ko samjhne me
5.post ko copy na karen kisi site se apne hisab se sochkar likhe agar copy kiya hoga to aap usse paise nai kama sakte h kyonki adsense copy ki hui post ko accept nai karta h isliye kahi se bhi copy na karen or jis topic par likhe wo accha likhe
6.1 link jarur ho ye bhi adsense ke liye jaruri h
7.post me minimum 300 word (sabdo) hona jaruri h agar kam h to unhe badha le nai to adsense approv nai hoga
Post ko pura likhne ke baad usse publish kar de aapki post turant hi aapki site par aa jayegi
Aapki jo pahli img h wo post ke sath home page par dikhegi isliye img ko acche se upload karen or seo img hi lagaye
Emoticon