NAVIGATION MENU ME LINK KAISE SET KAREN APNE HISAB SE


HI DOSTO
JAISA KI AAPNE LAST POSTO ME AAPNE TEMPLATE KO UPLOAD/CHANGE KARNA SIKHA S POST ME ME AAPKO TEMPLATE ME NAVIGATION MENU KO APNE HISAB SE SET KARNA SIKHAUNGA JAB HM KOI BLOG BNATE H TO HM US BLOG ME BLOGGER KA HI FREE TEMPLATE USE ME LETE H JO KI SIMPLE HOTA H AGAR HM APNI SITE PAR ADVERTISEMENT KARTE H TO HAME 1CUSTOM TEMPLATE ,SEO ,JO SEARCH ME AAYE ADVERTISING  KE LIYE ACCHA HO ISLIYE HM USSE INTERNET SE DIRECT DOWNLOAD KARNE KI SOCHTE H OR JAB HM KISI TEMPLATE KO DIRECT DOWNLOAD KARTE H TO WO PAHLE SE HI SET KIYA HOTA H ISLIYE HM KOI DUSRA TEMPLATE SEARCH KARTE H SARE FETURES  HAME 1 HI TEMPLATE ME NAI MILTE H ISLIYE HM TEMPLATE KO APNE HISAB SE SET KAR SAKTE H HM JO TEMPLATE DIRECT DOWNLOAD  KARTE H USME NAVIGATION MENU PAHLE SE HI HOTA H ES POST ME HM MENU KO SET KARNA SIKHENGE
TO CHLIYE SIKHTE H


STEP FOLLOW KAREN


STEP 1.BLOGGER.COM PAR JAYE SIGN IN KARKE DASHBOARD ME JAYE.
ALSO READ
blogger kya h uske profit and loss

blog par template kaise upload karte h
STEP 2.TEMPLATE SECTION ME JAYE EDIT HTML PARE CLICK KAREN OR TEMPLATE ME KAHI BHI CLICK KAREN

STEP 3.AB CTRL + F DBAYE OR WO NAAM SEARCH KRAYE JO AAPKE TEMPLATE ME ALREADY DIYA H OR AAPKO CHANGE KARNA H . TO AAPKE SAMNE WO SARE NAME AA JAYENGE JO ALLREADY MENU ME H TO AAP AGAR CHAHO TO US NAAM KO CHANGE BHI KAR SAKTE H ,

STEP 4.AB US NAAM WALI LINE ME ‘’#’’ DIYA H WAHA PAR AAPKO US PAGE KA LINK DALNA H JIS PAGE KO AAP SET KARNA CHAHTE H YA AAP WAHA SE PURI LINE KO DELETE BHI KAR SAKTE H


OR LAST ME SAVE TEMPLATE KAR DE
Ab jab aap apne menu me kisi bhi par click karenge to wo jo link aap ne dali h wahi open hogi  agar aapko post me samjh na aaye to aap esko video me bhi dekh sakte h es photo me pahle se link dala huwa h aapko "#" ko delete karke dalna hoga 
So ENJOY 
HAPPY BLOGGING 


Related Posts