Hello
Friends es website me hmne blog (website) bnana ,online earning karna , or bhi internet se related chije sikhi h blog to bna liya lekin jab hme usme interest na ho to hm usse chod dete h.
Kyu wo me aapko es post me btaunga
Friends me or website ki trah nai bolta ki ye kaam kar lo easy h or aap uski baat maan kar wo kaam kar to lete h ya to aap usme success nai hote ya phir usse bich me hi chod dete h isliye .
Blogging hard jarur h lekin imposible nai h mehnat bhi bahut h lekin agar aap 1 baar mehnat kar lenge to baad me puri life happy hi happy
Paise kmane ke liye mehnat to karni hi padti h chahe wo galat kaam se paise kmaye ho ya sahi se
Kyonki galat kaam me bhi rist hota h
Blogging na karne ke reasons
1.Jis topic par hm blog bna rahe h agar hame usme interest na ho to hm usse delete kar dete h
2.Suru me to hamne socha ki hm ye pura kar lenge lekin jyada mehnat karne ke dar se hm usse bich me hi band kar dete h
3.Blogging suru karne me pahle to hame lagta h ki earning hogi lekin baad me income na hone par hm blogging band kar dete h
4.Blog to bnaya lekin uspar acche visiter ya view na aaye to apne blog ko delete kar dete h kyonki bina matlab mehnat karne se kya profit
5.Blogging ke liye time na ho or hm us par daily updata na kar paye to ye bhi reason h blogging band karne ka
6.yahi problam pahle mujhe bhi hui thi ki hamne blog to bna liya or us par mehnat bhi kar li lekin jab uspar hamne adsense aaprov kiya to wo apply hi nai huwa iske karan hm blogging chod dete h or wo puri mehnat bekar chali jati h isliye jo bhi kaam karo wo ye soch kar suru karo ki me esse pura kar lunga tabhi wo kaam hoga
Google adsense bhi bina mehnat approv nai hota agar aapki site par 1% ki bhi kami h to wo approv nai hoga
Jab aap kuch kar lo to apne aap par ego mat karo nai to wo aapko loss bhi kar sakti h
Last and important question
Agar blogging band kar de to blog ko jarur delete karen
1.Agar aap blogging na karen to apne bnaye blog ko jarur delete kar den kyonki aapne jo blog bnaya jaise ki
www.akbbusiness.blogspot.com
Ye naam 1 baar rajister ho gaya to koi dusra ye adress nai le sakta h isliye jab aap blogging nai kar rahe h to apne blog ko jarur delete karen taki wo adress or logo ke bhi aa sake uska profit aapko nai to kisi dusre ko to mile
www.akbbusiness.blogspot.com
Ye naam 1 baar rajister ho gaya to koi dusra ye adress nai le sakta h isliye jab aap blogging nai kar rahe h to apne blog ko jarur delete karen taki wo adress or logo ke bhi aa sake uska profit aapko nai to kisi dusre ko to mile
Emoticon