BLOG KA TITLE DESCRIPTION OR ADRESS KAISE CHANGE KARTE H


Hi dosto

Hamne ye to sikh liya ki blog kaise bnate h or uspe post kaise karte h ... blog create karne ke baad hame aisa lagta h ki title ya adress accha nai h isliye hm usko change karne ki sochte h to es post me me aapko yahi btaunga ki blog ke title or adress ko change kaise karte h  vaise to sabko pata h ki title description kya h lekin hm dubara jaan lete h

Title -> title wo hota h jab koi hmare blog ko open karta h to ya search karta h to  upar dikhai deta h jisse padhte hi 300 word ki post visiter sirf 2 line me samjh jata h

Description-> isko hm title ke niche likhte h taki jab koi visiter hmari site ko open kare to uske baree me acche se jaan sake 2 line me vaise to description aajkal koi nai lagata lekin agar aap  chaho to laga bhi sakte ho wo aapki marzi

Adress->ye to aap jaante hi h adress jo hmari site ka url ,link hoti h jisko type karne par hmari site open hoti h
jaha tak ho hame domain purchas hi kar lena chahiye kyonki .blogspot me site ki rank bhi kam hoti h or search me bhi kam aati h iska rs kam lagti h lekin jitni lagti h usse 100 guna hm kama bhi lete h 

Change kaise karen


Step follow karen


Step 1.blogger.com par jakar dashboard me jaye

Step 2.ab aapko setting me jakar basic par click karna h 


Step 3.ab aapke samne wo saree option aa jayenge jo aapko chahiye

title site se related hi rakhna h taki search me jyada aaye 

description chota hi rakhe jyada bada na karen 

Jo bhi aapko change karna h uske samne edit par click karke kar sakte h last me save kar de
Agar wo adress pahle se kisi ne liya h to nai le sakte


Related Posts