
Hey friends agar aap blogger h to ye post aapke liye bahut hi important h aap apni website par template to upload karte hi h agar aap apne template ko khud design karte h to syayd hi usme koi problam ho lekin agar aap koi bhi template internet se download karke lgate h to usme hame apne hisab se editing karni hoti h internet par kuch template aise bhi hote h jinme already editing ka opton diya hota h lekin jab hm us template ko apne blog ya apni website par upload karte h to usme editing ka option diya hota h jiske karan koi bhi hmari site par jakr uska miss use kar sakta h mene aaj tk jitne bhi template upload kiye h jyadater sbhi me yahi problam aati thi template to acche lagte the lekin editing ke karan me baar baar change karta rahta tha mene sabhi bloggers se help li lekin kisi ne nahi btaya last me mene internet se hi sikha
To chliye sikhte h ki template me widget editing ke option ko kaise remove karte h
1.Blogger ke layout me jaye blog post ke option ko edit
karen esme show quick editing ka option h esme lage click ko remove kar de
ab
aapki post ko koi bhi edit nai kar sakega kyonki esme option hi show nahi hoga
<b:include name=’quickedit’/>
Ye code paste karke search Karen jahan jahan bhi aapko ye
code dikhta h use aise change kar den
<!--b:include name=’quickedit’/-->
or last me template ko save karde
or last me template ko save karde